zalim 2

0:00
0:00
zalim 2

Maza nahi mila mjhe nashon me jhum kr Na mila apna koi hazaron me bhi dhood kr Izat kamani ha to pesa hona chaiya Jaib bhari teri tu har kisi ka bhai ha Dolat se hi fame hai talent kisi ko chai nahi Khali jaib teri to kisi ky pass time ni Jahil zamana ha jahil yahan k log bhi Manzil panay walay ko ye duniya bht rokti Lar ky khara hun aj jo apne pairon per Na bharosa rha apno pr na ghero pr Duniya lafz hi hai ek imtehan ka Sabar milay na milay waqt itmenan ka Jang ha jari tm larte mat har jana Cheer kr kismat apni Har kisi ko phar jana Honsalay torengy tmharay hi apnay log Chor ky jaengy saray ..seney pe na tm rkhna bhouj Shorat tmhari tmharay apnay hath me hai Aj Duniya kehti hai ky dum teri baat me hai Tmhari waja se mili hai aj sari charcha mjhe Shukar guzar hun jo mili mohobat ek tarfa mjhe

2 Comments

Leave a comment

Author
5 years ago

See track description ↑

2 years ago

FIRE 🔥

User avatar
580
Total plays
59
Followers
105
Following

You may also like