PintuJ
PintuJ

Modern Zamana

Modern Zamana

208 Plays

30 Jul 2021

Mar jao salo mar jao salo Mar jao salo tum sad sad ke Mar jao salo mar jao salo Mar jao salo tum modern ban ke Sab kuch h automatic Or automatic jamana hai Gaon ka bacha shahar ka Or shahar ka gaon ka deewana hai Modern banne ke naam pe Haa bigda pura jamana hai Apna ghar barbad karo Dhundo duja kaha thikana hai Ye dharti hamari maa hai Aisa kitabon me likha hai Par asal jindagi me batao mujhe Aisa kaha dikha hai Kudrat ka kardo satyanash Fir bolo kaise ho raha vinash Mushkil hogi jab lene me saans Tab yaad aayen kitabi baaten yaad Pedo se hi jeevan hai Ped hame oxygen fal fool Or chhaya dete Hain hame har varsh ek ped avashy lagana chahiye Maadar hai jamana Nahi hamko ped lagana Chahe se hame pad jaye Oxygen khareed ke lana Karenge ham vahi jo hamara mann karta hai Ham thahre insaan hamara Mann kaha bharta hai Kya fark padta hai Kato ped ya karo jungle saaf Bas tayar rahna us din k liye Jab Kudrat legi tumse hisab Main nhi tarakki ke khilaf Nahi girebaan mera bhi saaf Lekin main barabar ka rakhu hisab Jitne karta punya utne karta paap Mar jao salo mar jao salo Mar jao salo tum sad sad ke Mar jao salo mar jao salo Mar jao salo tum modern ban ke

19 Comments

Leave a comment

12 months ago

Bars: Dope 🔥 Delivery: Dope 🔥 Impression: Dope 🔥

Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯

2 years ago

Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯

You may also like