MD haniee

tu hoga fakir

MD haniee
tu hoga fakir

12 Plays

25 Apr 2021

tu hoga pareshan apni life se. Rang roop Apne height se. Thak Chuka roj ke fight se. Pr Jab tak tu khud ko dikhaga nicha. Tanhai karti rahegi Tera picha. Life ke Khel se tujhe nhi harna hai. Apne Adar Shaitan tujhe hi marna hai. Apni Zameen ko pahchana hai. Banja azad parinda Hawa ko chirte hue tujhe aage Jana. Asman pr mein apna Khwab sajana. FIR dekhega tujhe bhi jamana. Kyunki Tera talent hi khajana hai Isase apni pahchan banana Hai Tu hoga fakir lekin fakiri lakita khud ki lakeer hai. FIR banaa de koi aisi tasvir hai. Tu hi galib aur tu hi kabir hai. Maa tujhe Apne hathon se Khiladi daal roti sabji. Per Tera focus social media on Pubg. Ja ke dhek Maa ke kadmon mein Jannat samaya hai.. Abbu ke kandhon mein thandi chaya hai. Jivan bhayanak moh Maya hai. Khuda ne takat ke sath akal bhi banaya hai. Bada kadam tujhe rukna nahin hai. Maula ke alava kisi aur ke samne jhukna nahin hai. To jalta Chirag hai Aandhi Toofan mein bhi tujhe bujna nahin hai. Yah aaj ki dur ki sacchai hai. Banduk se badi Kalam ki sahi hai. Zanjeer Ko Tod ke liye angadi hai.

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like