Chalta Gya | MON$T3R

0:00
0:00
Chalta Gya | MON$T3R

Saansei meri atki thi Mai krta na tha kuch v bada Aaj mai darr ko bulaa ke Sabke saamne khada Toh Kar hausle tu sab buland Har faasla mitaa Inn chattanu ko tu cheer ke Apna chehra tu bana Inn kanjaru ko chod ke Akela lad khada Gham ko khushi de Tu hamesha muskura Mai chalta Gaya inn rahu pe Jaha kisi ka na wajood mila Mai karta gaya wo baatei Jin ka wazan Bhi mazboot raha Dabata gaya wo saansei Jinse banta na tha kuch v bada Maine maaf kiya sabko Jaise Garmi mai Barsaat bana Cheekha nii mai zorr se Phir kya Mera bhi toh kaam bana Gauv mai hee reh ke , Maine Apna V toh naam kara Waadiyu mai reh ke Mai toh khud se he Khud hee dara Bolne ki zarurat nai Kaam mera sabko pata Kaantu mai hee reh ke Mai toh bachpan se hu Ab tak badha Tu sonch bhi nii sakta Maine aaj tak kya kya saha Paisa nii hai jeb mai Lekin Tab bhi mera field bana Sunta hu mai dil ki Jis mai basa mera hai Khuda Boli meri sachhi Na mere mann mai daag chupa Mai guzra jis bhi basti se Uss bastii mai toofan utha Haathu ki lakeerei naii Maathe pe Sultan likha Baazuvu mai himmat Isliye mai Toh independent bana ...

1 Comments

Leave a comment

Author
6 years ago

User avatar
969
Total plays
68
Followers
13
Following

You may also like