raakh

12 Plays

11 Aug 2020

Shaant dhun pe naache, banke aag ke angare Geet mere rakh jese behte zakhmo ke fauware Dhalti shaam main dikhe Ugte धुंए ke sawere Kaatil jaise Har sadak gali main kaatil yaadein Baatein har muh karta 100 Nazro ki so gayi baharein Itna shant kohram kaha Jahan paida hua wahi sansaar kha jaata Har gali shaant Koccha hairaan Ban gaye sab Zinda hi laash Bas jeeta sanata Shor ki awaaz Jaise मधम sargam Bahe raag Lalit udaas Mukh band sil gaye Door daud ke jaate Baand ke bediya Laut yahi phir aate Jaisa ghoomta ho bhramand yahan Ya phir jaise gum ho cehre pe aankhein Dikhta nahi kisi ko bhi कैद jahan Bas sunte ho sab cheekte sanate ki awaazein

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like