BHAI SUN....
Mai jab chota tha ,
Tere saath hi toh hota tha..
Tu India mein nahi,
Jeddah mein rehta tha,
Hamesha tujhko hi yaad karta rehta tha..
Mummy aurr daddy se tereliye hi toh ladta
Tha.
Marjaane pe tha jab tune mujhese baat
Karna chod diya tha,
Aaj bhi woh din yaad aata hai jab tune
Mujhe pehli baar ignore kiya tha..
Mai jab tujhko dekhkar copy nahi,
Bas tujhko satata rehta tha..
Tu yaad kar aaj bhi who din yaad hai
Jab ham dono ne ek saath milkar insta ka
Account banaya tha..
Par jab se tu India ko aaya badal gaya
Bhai.
Yaad kar Zara tune hi toh kaha tha dost
vost ko chod tera Bhai hi toh asli dost hai
Toh mai aaj poochta hoon ki aaj woh Bhai
Kahaan hai?
Tere pass rehna chahta hoon .
Tere saath sona cahta hoon.
Ajj bhi woh din yaad hai jab raat mein baat
Hoti aurr poori raat guzar jaati.
Bhai bas itna kehna cahta hoon ki Tere
Yaar ko aaj sabse bada dhoka milgaya
Jab tune apna vada nibhana bhul gaya
Chalo bankata hoon aisi baatein,
Yaad aati hai bachpan ki yaadein.
Kuch bhi kaho Tere jaisa yaad aaj tak nahi
Paaya.
Tujhpe hi mere pyaar Sab kuch aaya .
Mera hamesha saath diya.
Kisi aurr ko mujhe dhoka dene se mujhe
Rok diya
Thank you Bhai jo tune mujhe itna gyaan
Diya.
Hum Dono se hatkar ek aurr Bhai hai jisko
Jisko hum pyaar se chicken face bulate
Hai.
Bhai jaldi se unblock kar aaj bhi waiting
Mein hoon.
Phir chahta hoon banana ek gaana Tere
Saath .
Bahake bhook pyaas aurr khoon..
Leave a comment
BHAI SUN.... Mai jab chota tha , Tere saath hi toh hota tha.. Tu India mein nahi, Jeddah mein rehta tha, Hamesha tujhko hi yaad karta rehta tha.. Mummy aurr daddy se tereliye hi toh ladta Tha. Marjaane pe tha jab tune mujhese baat Karna chod diya tha, Aaj bhi woh din yaad aata hai jab tune Mujhe pehli baar ignore kiya tha.. Mai jab tujhko dekhkar copy nahi, Bas tujhko satata rehta tha.. Tu yaad kar aaj bhi who din yaad hai Jab ham dono ne ek saath milkar insta ka Account banaya tha.. Par jab se tu India ko aaya badal gaya Bhai. Yaad kar Zara tune hi toh kaha tha dost vost ko chod tera Bhai hi toh asli dost hai Toh mai aaj poochta hoon ki aaj woh Bhai Kahaan hai? Tere pass rehna chahta hoon . Tere saath sona cahta hoon. Ajj bhi woh din yaad hai jab raat mein baat Hoti aurr poori raat guzar jaati. Bhai bas itna kehna cahta hoon ki Tere Yaar ko aaj sabse bada dhoka milgaya Jab tune apna vada nibhana bhul gaya Chalo bankata hoon aisi baatein, Yaad aati hai bachpan ki yaadein. Kuch bhi kaho Tere jaisa yaad aaj tak nahi Paaya. Tujhpe hi mere pyaar Sab kuch aaya . Mera hamesha saath diya. Kisi aurr ko mujhe dhoka dene se mujhe Rok diya Thank you Bhai jo tune mujhe itna gyaan Diya. Hum Dono se hatkar ek aurr Bhai hai jisko Jisko hum pyaar se chicken face bulate Hai. Bhai jaldi se unblock kar aaj bhi waiting Mein hoon. Phir chahta hoon banana ek gaana Tere Saath . Bahake bhook pyaas aurr khoon..