Mc_fling

anjaan

Mc_fling
anjaan

10 Plays

03 Jun 2020

aesi mai baat aaj tujhko batau nakamiyon ke baare aaj tujhko sunau sach bolu ya marta he jau aaj sach bol kar mai tujhko sunau khoya jab dost dil baithe mera kone mai uthi nazar thi mere marhaba si chandani hua sitam tera to roya aasman bhi hui jo baat phir ummed ki gunjaishe .maat de gayi ban gayi aanjaan si.. zamana tu rakh na mujhse aarzo vo jo mar gaya mai kabka ek insaan hun gehra samundar mai dekhu teri mastiyan par tu na dekhe mere lehre khati kashtiyan hui jo baat phir ummed ki gunjaishe ...maat de gayi ban gayi anjaan si

4 Comments

Leave a comment

4 years ago

@MC_fling koi chakkr ni bruh👍

4 years ago

@GopyLubana.1 shukriya💥

4 years ago

awsm👌👌👌

You may also like