Chamkunga

0:00
0:00
Chamkunga

Sitaaro sa chamakna abhi nii aata Kyuki kuch baate abhi smjh nii pata Ki kaise bitenge ye saare muskilo ke daur Haan ab tk mjee kr rha pr krunga kb gaur Meri zindgi jo beet ti jaa rhi Hr ek mod pe nye sabak sikha rhi Hasna aur jina hi zindgi ka saar hai Pr main to rota reh rha kya mujhko bukhar hai Ni pr bete main lachar nii Kaam bahut chup ke kru iska koi prachar nii Mujhe smjh aata zindgi ko h kaise jina Itna jhel chuka hu ki ab aagya aasu pina Mujhe smjh aaya duniya hai kaisi aesi waisi Koi shqks aesa nhi jo baatein kare mere jaisi Dekha maine logo ko waise aate jaate Pr jaana hai kyu wo Kathniyao se ld nii paate Kthiniyao se ladna hai Mujhe kuch krna hai Aage hi bdhna hai Chalna hi Chalna hai Flow me hi rehna hai Rukna ni rukna hai Jo jhukaae Uske aage nhi jhukna hai Zindgi ko aese jita jaise main pehlwaan hu Apne gharwaalo ke liye main hi ek shaan hu Jo jaante hai mujhe main to unki jaan hu Htiyaar ki kya jarurat main khud hi kamaan hu Sitaaro sa chamakna abhi nii aata Kyuki kuch baate abhi smjh nii pata Ki kaise bitenge ye saare muskilo ke daur Haan ab tk mjee kr rha pr krunga kb gaur Meri kalam me jitti takat wo teer me nhi Ptaa hai aage sbkuch kr lunga shi Bs zindgi ko zindgi ki tarah jeelu Aur sb thik h Bs aur kuch nhi Waqt ko kuch yu badalna sa chahta hu Ki apna kuch kru abhi to ghar ka hi khata hu Kbhi kbhi to aankho me aasu le so jata hu Aata hai gussa pr gussa nhi pata hu

1 Comments

Leave a comment

Author
6 years ago

See track description ↑

User avatar
116
Total plays
20
Followers
2
Following

You may also like