sunn meri baat yeh
Dil ne likhe alfaaz yeh
jaroori hai darkhaast yeh
sabse jaruri aaj yeh
Baap ka bete par hota
waisa mera naaz yeh
Phenku ainse phaase
pure shehar awazen
Na faltu bawalein
apna ghamand tu hila le
nahi toh bheeg jayega
aag kardegi gila yeh
uncha nasha yeh
iske saamne imported fika re
Kala ka gala tu kaise dabaega
9 jindagi waala amar billa yeh
pehchan tu aawaz yeh
prayer mera pooja aur namaz yeh
daga bhi aur bangaya pyaar yeh
Gayak ka sahayak sitaar yeh
desh par Jaan nisaar yeh
metal ka electric guitar yeh
Karta hoom roz shikaarein
Unche hogaye hum
niche dikhin minarein
Kisike bhi madad ke bina re
aya upar can't see me john cena re
Aankhon par saaf chasme chadale
roshni meri cheerti deewaries
awaaz se Pahad hila re
Karte jaa kaam mat gina re
mein ginaunga ginti bhulega
mere saath khel khelega
choti ladai main harega
par Dverse war jitega
Leave a comment
Sure man. Thanks a lot! keep supporting.
bro check my track plz
sunn meri baat yeh Dil ne likhe alfaaz yeh jaroori hai darkhaast yeh sabse jaruri aaj yeh Baap ka bete par hota waisa mera naaz yeh Phenku ainse phaase pure shehar awazen Na faltu bawalein apna ghamand tu hila le nahi toh bheeg jayega aag kardegi gila yeh uncha nasha yeh iske saamne imported fika re Kala ka gala tu kaise dabaega 9 jindagi waala amar billa yeh pehchan tu aawaz yeh prayer mera pooja aur namaz yeh daga bhi aur bangaya pyaar yeh Gayak ka sahayak sitaar yeh desh par Jaan nisaar yeh metal ka electric guitar yeh Karta hoom roz shikaarein Unche hogaye hum niche dikhin minarein Kisike bhi madad ke bina re aya upar can't see me john cena re Aankhon par saaf chasme chadale roshni meri cheerti deewaries awaaz se Pahad hila re Karte jaa kaam mat gina re mein ginaunga ginti bhulega mere saath khel khelega choti ladai main harega par Dverse war jitega
good bro