Rupak Sahu
Rupak Sahu

rap flow

rap flow

16 Plays

22 Apr 2020

Aye Yo, Ankhon se nikle aansoon kabhi chipte nahi, Dil se nikli sachi pukar kabhi rukhti nahi, Ye pyaar ko na bana koi mamumli khel sanam, Yahan he jeevan or maut, haar jeet nahi. Is ek tarafa pyar me main khota hi ja raha hu, Raaton ki neend teri yaadon me udha raha hu, Saat janamo ka pata nahi, apnale pyar is janam, Har pal dunga sath kasam kha raha hu. Mere dil ke aao paas, hoga sache pyar ka ehsaas, Is mithe ishq ke ras me milega sukh or chen ka raas, Mere dil ko na todhna tukro me, he ek ye farman, Apnale is sache ishq ko or banade is aashiq ko khas, Din bhar tere dil per karna chahtha hu raaj, Ab mera pyar ka tere pyar se hi hoga ilaaj, Ye khwaab ko sach me badalna he mera armaan, Bas de ek moka, me dunga apni rani banne ka taaj.Love! aajkal he sirf ek sabdh, Is sabdh ki gehrayi me mat jana, Khaoge dhoka or barbaad hoga waqt, Is khel ke haar se muskil he ubharna. Sambandh me dum nahi, reh gaya he dikhava, Aaj sahi, kal khataash, padso nirasha, Ye he dil ki baat, na banao isko khel, Ager bhavna kabu pe nahi, isko mat nibhana. Nibhana us waqt jab ho is sabdh ka ehsaas, Swarg ya narak banane ki chabi he iske paas, Per is chabi ka istemal karna itna asaan nahi, Zindagi nikal jati he karte sache pyar ki talaash. Pyar ko samjho, na banao isko apna dushman, Ager bas ki nahi, to phele banao apne bas ka, Ho kuch bhi, din ke anth me he hum inssan, Chahiye hume pyar, vo pyar jo ho sache rooh ka. Dil chahtha he tere pass me aau, Tere bahon me baskar, geet sunau, Tere muskan ko dekhkar din banau, Tere pyar se, apni tadaph ko mitau, Tu ha ya na kar, kor farak nahi, Tum ban chuki ho mere liye maharani, Or me raja jiski shuru hui he kahani, Jahan pe basega ek dusri ki zindagani, Tera chehra har samay ankhon ke samne, Tera naam ka jaap dil ke ragho me, Na kar deri is baat ko samajne me, Ye pyar esa jahan pukar he rooh me, Esa pyar pure yug me hota ek baar, Ese pyar ko yaad rakhta he pura sansaar, Jahan ladke ka haal behaal, ladki ka khyal, Jaan dene ko tyaar, fas gaya he jese koi jaal.

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like