Arshad King

Apny Ehwal❤

Arshad King
Apny Ehwal❤

68 Plays

12 Apr 2020

Likh lia mai nay aj apny barai mai Zaleel,Ruswa or dill ka hara mai Sazaen milin us ko apnana bnanai ki Isi waja say gum raha dar dar awara mai Esa nahi hota jesa chal raha tu Bawafa, Dokhy baaz nikli hai tu Baar baar ye kehti janu i love you Jab waqt aya keh dia kon hai tu? Rehny do mujh ko mery hi hall pr Na pocho mera hall tum call pr Acha hoon acha hai waqt mera Kaat raha hoon zindagi apny usool pr Zindagi pari hai abhi tu agay Dushman bhi aj kl mery say bagy Tujh ko jalaon ga tujh say achi lakay Dill ko tasali dena mera logon ko bata k Babay shona say hogaya hoon dur Tery chehry ma na raha ab wooh noor Torr kr kehti hai mera kia kassor Yahi thi kahani mera yahi dastoor Jo tum ny ukhrna tha wo tum nay ukhar lia Ab jo mai ukharon ga us k lia tayar rehna Kisi or ka bhi reh kar tum gwa rehna Nafraton mai sirf mai yad rehna Mazi mujh say razi nahi mai manta hoon Mazi mai qazi ban betha tha mai manta hoon Insaf dia sab ko phir bhi sab rotay rahay Oron k chakar mai khud ko tora mai manta hoo Achy kamoon ka karna mery hathon mai hai Bura na tha mahool nay burah bana dia mai manta hoon Ye batain ye alafasz mery dill say Tum suno is jasey ye nikli hoo. Tumhary dill say

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like