Praveen Singh

#Anti God

Praveen Singh
#Anti God

9 Plays

29 Mar 2020

Musibat Aati jati rehti h Duniya ka revaz h yeh .... Log mar rahe h kese baya karo jazbaat yeh .... Ab kese padho bibal Geeta kuran wali kitab yeh .... Bhagwan tu andha h kya.... Logo ko maarna tera dandha h kya.... Inshaano ko musebat m bachane nhi aata durr se dekhta h jese aasemaan m betha chanda h kya.... Log mar rahe h tu kaha par h.... Jaha se koi nhi aata tu waha par h..... Musebat mehkhane se lekar ab tere dar par h..... Jaanwar se lekar inshaan k sar par h.... Iss bhatajari duniya m kab tak rahege... Neta log jeyege aur hum log marege..... Esa hi chalta raha toh tera vishwas hum kaha tak karege..... Log sombar se lekar saniwar tak tera upass rehte h ...... Wo log tere bhuhoot pass rehte h ..... Tu chandrama toh wo aakash rehte h ... Ab dekh Tere mandir m tala laga h ..... Phir bhi maiher m pooja karne ahlaa laga h ..... Jo ghanti roj bajti thi aaj kal usme jala laga h ..... Tu bata de kab tak hum logo ko satayega ...... Hum logo ki galti kab tak batayega ..... Logo par apna haak aakher kab tak jatayega ...... Yaha par masoom se lekar bujorg Sab log pareshaan h ..... Inke sath yeh kya ho raha h yeh sab unjaan h nadaan h ...... Tu Sab logo ko Bacha kyuki yeh sab teri hi pehchaan h ...... Tere khilaaf m kya likho m toh khud heraan ho.... 👌

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like