Jesa bhi tha

0:00
0:00
Jesa bhi tha

Bina time waste kiye Chalo baat py atay hen ahhh Jesa bhi tha Mera tha vo Haan vo pal Mera tha Mujh sy tum mujh ko cheen lo Meri yaadain na cheen Pao gy Jo deti hen dard laikin Jo banti hen Sahara bhi Gham k mausam ma sooraj ki roshni hen wo Haan Haan Meri hen wo Sunoo naa Sunoo naa yadain to Hain Adhoori Laikin phir bhi hen zarori Zindagi guzarnay ki liye Nafraton ko mitanay k liye Yadain to zarori hen Yadain to zarori hen

1 Comments

Leave a comment

Author
7 years ago

See track description ↑

User avatar
38
Total plays
12
Followers
3
Following

You may also like