F**k Crown
nahi Chahiye crown koi sir pe yeh sab karna chahete raaj aur mai basssna chahata dil mai apni soch hi alag muje growth ki talabb rozz kattta rozz marta koi Mumbai seher hai yeh rozz ki bhasad hai paida hua 1996 mai leke ser pe shaap jitni aachi soch usse zayada gande paap bharr jata gahda pappo ka goda mere pass hota phir daarna kya mai loda sabka baap hota lekin saath mere meri maa ki dua kamra band roll kiya dudhli rahe yaha kaafi dhua. jab tak
Leave a comment
You may also like