ZONEπŸ‘½

0:00
0:00
ZONEπŸ‘½

[ ZONE ] zone mera tujhko ..btaane aaya hu.. rap krna tujhko..sikhane aaya hu... nakli hai khwaab tere ..bataane aaya hu... dekh dekh dekh fir se machaane aaya hu... commento mein kheloge tum toh woh bachhe ho... rap krne ki baat aati pd jaate kachhe ho... kitaabon ki jagah bhoosa tum toh woh baste ho... market mein jaake puchh tum toh bhot saste ho.. kaanto bhari life mein mein toh bdta jaata... tere jaise aate beech mein unhe mein khaa jaata.. bhool mat tujhe phle bhi maine faada tha... gaano mein ghotke tujhko diya kaada tha... usi kaade ko peeke tu itna uchakra hai... seedha waar krta ni mein isiliye tu bachra hai... tere dimaag mein bharela bhot zyaada kachra hai... bhot jald royega tu..abhi tu hasra hai... . . . tujhe kya lga yeh sb krke jeet jaega.. nhi nhi nhi bachhe..mooki khaega... chhote kaam krke na tu aage bad paega.... aur mujhse bidega tu dhasta hi jaega.. ek diss nikala tha.. tera gaana aana band... achha hua jo ni aaya.. tu faila rha tha gand .. aaja aaja aaja mujhse mil kbhi... baith baith aaj tera..todu ghamand... zone mera zone mera... aisa hi rkhta hu.... marzi slow yaa fast rap krta hu... meri inn baaton ko samjh tu na paega.. koshish bhi mat krna dhsta hi jaega.. aisa pyaasa maaru tujhe jal bhi na paega... aaja teri taange todu chal bhi na paega... sawaal aisa hu tujhe ki hal bhi na paega... girau tujhe mein sambhal bhi na paega...(Γ—2) tu ab tu ab mere gaane gayega.. rap fame mei har jagah mujhe hi tu paega... ek bhi kadam na tu ab chal paye.. kyonki mera ek para poore gaane mein na maayega.. ab tu khada ka khada jal jaega... tu kal bhi na aaya tha aur kal bhi na aaega... aur zyaada bolu tujhko naa tu seh paega... tera yeh sooraj aaj dhal jaega... #INDIA#SEHLAAB#FUTZMRK#ZONE

18 Comments

Leave a comment

@mdrafiqkhan Thanq bhaiπŸ™

1

ek number mera bhai

1

@DEBASHISH JALI JALI... MENE APNE GAANE MEIN LIYA NHI TERA NAAM... BHI TU KYU FADFADAA RHA BINA KAAM... BOL MAAMπŸ€£πŸ€£πŸ–•πŸ»

3

hip-hop ki lukhat Mai Tere jagah nahi hai ...πŸ–•πŸΌ Mera rap aana band hua tu wo wajah nahi hai...

1

@AlexAxy @SiddharthKhobey THANK YOU GUYS..πŸ™πŸ™β€

1

[ ZONE ] zone mera tujhko ..btaane aaya hu.. rap krna tujhko..sikhane aaya hu... nakli hai khwaab tere ..bataane aaya hu... dekh dekh dekh fir se machaane aaya hu... commento mein kheloge tum toh woh bachhe ho... rap krne ki baat aati pd jaate kachhe ho... kitaabon ki jagah bhoosa tum toh woh baste ho... market mein jaake puchh tum toh bhot saste ho.. kaanto bhari life mein mein toh bdta jaata... tere jaise aate beech mein unhe mein khaa jaata.. bhool mat tujhe phle bhi maine faada tha... gaano mein ghotke tujhko diya kaada tha... usi kaade ko peeke tu itna uchakra hai... seedha waar krta ni mein isiliye tu bachra hai... tere dimaag mein bharela bhot zyaada kachra hai... bhot jald royega tu..abhi tu hasra hai... . . . tujhe kya lga yeh sb krke jeet jaega.. nhi nhi nhi bachhe..mooki khaega... chhote kaam krke na tu aage bad paega.... aur mujhse bidega tu dhasta hi jaega.. ek diss nikala tha.. tera gaana aana band... achha hua jo ni aaya.. tu faila rha tha gand .. aaja aaja aaja mujhse mil kbhi... baith baith aaj tera..todu ghamand... zone mera zone mera... aisa hi rkhta hu.... marzi slow yaa fast rap krta hu... meri inn baaton ko samjh tu na paega.. koshish bhi mat krna dhsta hi jaega.. aisa pyaasa maaru tujhe jal bhi na paega... aaja teri taange todu chal bhi na paega... sawaal aisa hu tujhe ki hal bhi na paega... girau tujhe mein sambhal bhi na paega...(Γ—2) tu ab tu ab mere gaane gayega.. rap fame mei har jagah mujhe hi tu paega... ek bhi kadam na tu ab chal paye.. kyonki mera ek para poore gaane mein na maayega.. ab tu khada ka khada jal jaega... tu kal bhi na aaya tha aur kal bhi na aaega... aur zyaada bolu tujhko naa tu seh paega... tera yeh sooraj aaj dhal jaega... #INDIA#SEHLAAB#FUTZMRK#ZONE

2
11 months ago

Love ❀️‍πŸ”₯

🧐🧐

1

yess

1
7 years ago

@DEBASHISH πŸ˜‚πŸ˜‚

2

sun mera gaana

2

boht hard

2

boht hard

2
7 years ago

nice bro

2
7 years ago

πŸŒ‹πŸŒ‹πŸŒ‹πŸŒ‹πŸŒ‹

1

πŸ›…πŸ”₯πŸ”₯πŸ”₯πŸ”₯πŸ”₯πŸ”₯πŸ”₯

1
User avatar
48.31k
Total plays
1.9k
Followers
27.74k
Following

You may also like