Aj ka yuva
AJ ki Yuva Nasho me sab hai Duba Ek ke piche 2-4 Ha 6 tak Mehbuba Wakat ki na pawanadi wo chalta din raat Jeevan kal se karte ha wo khud viswasghat Me to bs bolne aur hu kehne aaya Tu to apna hai nii chhote tu hai praya Smjho ya na smjho isme tera he ghata Isme tera ghata mera kuch nahi jata (00:38)Thora kam kr na Badnam kr Apni duniya apna name kr(1:3) Ghar nikalte kuch keh ke krte anuchit kam Yahi santan krte Ma-Baap ka name badnam Fark na prta wo bs dhun me karte hi jata hai Yahi wo bande bad me bhut pachtata hai Agar galti se na kiya hota ye paap To AJ na kr rha hota iss Umra me paschatap Ab aise hi Britant continue hota jayega AJ iska No. Aaya aage iske vanas ka ayega Phir wo pachtayega kahani chalta jayega
You may also like

Leave a comment
See track description ↑