Abhishek Arora

ek se anek tak

Abhishek Arora
ek se anek tak

4 Plays

18 Jan 2020

kismat se taarasha hai jisko wo kyo mere pass nhi... kyo raat ke andhere main dikhti ujale ki wo raakh kahi... sun 2001 jab aaya iss samaj main mile bhagwan ke roop main mujhe maa baap the... the bachpan ke din kitne suhawne tab ban na sab kuch tha wo din bhi kitne khas the... huye bade toh pta chla sapna nhi paisa badi cheej hai tujhe jo pasand hai wo na kr paiso se bus chalti neev hai.... beed main lage hai sab tujhe bhi dodna padenga... khud ke sapno ka gala ghotna padenga... khud ki krenga toh samaj galliyan bakenga.... tu aage badna chahe piche wala taang khichenga.... koi nhi hota khush kisi ko dekh ke safal yahi niyam hai samaj ka or yahi tu bhi sikhenga..... pr main likhenga khud se khud ki taqdeer... ab toh khud mein hai vishvas duniya deni mene cheer... mehnat krunga tabhi toh fal main milengi kheer..... bharosa mujhe mere rab pe chahe wo ho ram,baba sai ya baba peer .. hai mujhe vishwas khud pr ha ajj ab toh ho gyi bus maine krna ab raaj sab ke sab hai paltu sab ke sab hai bimaar... naukar banke kaam krke kamare paise kuch hazaar... hai mujhe vishwas khud pr ha ajj ab toh ho gyi bus maine krna ab raaj sab ke sab hai paltu sab ke sab hai bimaar... naukar banke kaam krke kamare paise kuch hazaar... yeh gaana nhi yeh zariyaan hai tu sabse alag sabse badiya hai... kyo bheed main jake phas rha hai yeh duniye ke banaye hai niyam teri toh alag hi koi duniya hai tu khud ko pehchaan or laga de aag badal nazarriyan dekhne ka or sun khud ki baat .. koi nhi dega sath khud se chalna sikh tabhi toh raat ke baad ujale ka milenga sath bus yeh baat tu rakhna yaad bus yeh baat tu rakhna yaad

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like