♤ KAHANI ♤
■ KAHANI ■ aaj tumko mr.k sunata hai kahaani.. dil se aayi awaaz lgi jaani pehchaani ... spna tha ek mera bnna bnna bnna rapper.. bhot maara spne ko fir bhi yeh maraa ni... fir chlta gya chlta gya dekho mein thaka ni... likhta gya likhta gya dekho mein ruka ni... bhot logo ne ki thi jhukaane ka yeh sirr mera... uthta gya uthta gya sirr yeh jhuka ni.... . Tha aisa time jab galat shauk paal liye.. rhne lga doston mein na ghrwaalon k khyaal kiye... smjh aayi pr jb pta pda mujhko hi.. ki doston k roop mein kaale saap paal liye... fir chhode saare kaam aur krne lga rap... fir bdne lga bdne lga doston se gap... shaant kmre mein I could hear every tap.. fir dene lga battle me se gaano ko shape... . fir dekhte dekhte mila sehlaab... sikhaya sehlaab ne mehnat kar apne aap..... fir lene lga lene lga...shbdon ka maap... aur aise hi dekho mein hua lyrically sharp... . kisi ki na madad li ..khud apne aap... nakli rapper krte rhte ..mantro ka jaap.. aur aakhir mein ab bss bolunga mein... bachhe hote gande kaam ..apun poora paap... 🤘🏻 [{(peace out)}] #SEHLAAB#FUTZMRK#INDIA#INDIAN#HIPHOP#HINDIHIPHOP#KAHANI
You may also like

Leave a comment
tu banta Gaya sharp ,tu nikla Nadi sai aur, aaj tu samundar ka shark🦈
See track description ↑