NanBoZa

failure

NanBoZa
failure

49 Plays

17 Nov 2019

Bigda chora me, tha padhai me Failer Dad hosla diya mujhe Fir bhi ho gaya me fail Fir padhai chodi mene, start kiya kapdo ka sale.. sale bhi band karni padi muze, nahi they mere pass paise me dekhta sapna aise , jo mujhe milti thi sirf aas, Badhai meri pyas, hakikat hai sirf bakwaas.. Adat bigardti gayi meri, halat or kharab hoti gayi Ab toh lagne laga mujhe, hoon me zinda ek laas Kyu chal rahi hai meri saas Fir dicide kiya ghar chordne ki Ghar pe rheta hoon toh lagta tha jaise, i am in the jail Feelings like a Hell Zindagi ban chuki h meri Khel baap roz datta tha mujhe Me kameena nahi sudharne wola, he knws well Nahi pata tha mujhe kya hota hai, dharam or sharam Londa me hip hop ki duniya me, akey jalaya chillam.. Than liya yehi hai karam I love you momi dad I always make u sad Besharam hai apka lad People calls me a mad haaa Haa mene galti ki hai, na kiya mene padhai. Duniya ko batani hai, meri life ki Sacchai. Saapna bhi mera pura, Andhera sa chai. Raat ko roz jagta tha me, paune do dhai. I had attemp to the Die. Me chupane laga, apni khudki hi parchai. Suno mere bhai. Yeh hai meri life ki sacchai. Na mila mujhe kabhi, kamyabi ki badhai. Kaatta hoon me roz, apni ki hui sajai. Me bus chahata hoon bhalai Zindagi dhakalne laga mujhe, daye or baye. Fir bhi har nahi mana mene, zindagi se ki Ladai. Gentleman nahi hota chote, sirf lagane se cot or tye. Bina padey bhi ban sakte ho, jaise apna piewdipie. I love you momi dad I always make u sad Besharam hai apka lad People calls me a mad Hanste they pados aur Hanste they saare dost Manta tha me khud pe afsos Galti meri nahi thi i suppose Dosto ka hi tha saara dosh Par asliyat kya thi god knows Me kamzor tha off-course Haa ladunga me apni jung Bhale na rahe koi sang Karunga sabki bolti band Sab ko dikhaunga Duniya ko jhukaunga Aaj nahi toh kal Apne maa baap ka naam roshan karunga... Raaste kitne bhi katheen ho, akele hi ladunga... Hip hop k raaste me aya hu Zhereli rap sunaunga Jyada nahi kama paaunga Lekin izzat kamaunga Sab ko dikhaunga Haa thoda takleef hai Fir bhi theek hai Koi rok nahi payega bantai Jab tak chhote zinda ye belief hai Dard mere liya aab reliefe hai..

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like