Muneeb Hussain
Muneeb Hussain

Zindengikhatam

Zindengikhatam

11 Plays

03 Nov 2019

Kisko sunao yeh apni kahani , meri zindengi mujh par hi ek boch thi mujhe nochti meri sansey rokhti , bachpan se baap ke pyar se dour rha maa ke pyar ke sath chal rha par ab wo sath bhi na chala zindengi or mout ke bech mai mai chal rha . Zindengi mukhtaser kar ya dukh mukhtaser kar mujhe shab e gham se dur kar. Jaha jata mai hota dis heart kyu khuda asa kiya mera haal kyu, nashou mai ho ghomta asa mera haal kyu, nashou ke begair lagy duniya bekaar, mai howa bezar log hazar par is haal e dil ko leke phiro kis bazar? Maa baap ke bina yaha koi sagah nahi jinhey samjha sagah wahi snake sabhi , choro sab hi ko bat horhi abhi meri, kidher gun meri? Rakho sir pr aur khtm karo bat meri -

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like