short rap by khiladi bhaiya

0:00
0:00
short rap by khiladi bhaiya

comment karke batao kaisa laga?? and please press the like button it gives confidence ❤❤

2 Comments

Leave a comment

Author
7 years ago

meri kahani sune ko ho jao tyaar, itni mili hai nafrat ke nafrat se ho gaya pyaar, kuch yaar aise jo jaan dene ko tyaar, kuch aise bhi mile the jo nikle gadaar, maine sahe hain kaafi apni peenth pe vaar, kyunki akal thi thodi kam nahi tha mai samajhdaar, teachers bhi kahte ki yeh bacha hai bekaar, kyinki marks aaye kam aur hamesha ladne ko tyaar, nahi chahiye bandook mujhe naahi chahiye mujhe pyaar, yeh kalam hi mashook meri yeh kalam hi hathyaar, karta hoon mahnat kabhi manta nahi haar, kyunki yaar tera superstar desi kalakaar, mera rap hoga logon ke dilon se aar paar, kyunki mera rap hai gold aur tera hai bhangaar, lyrics nahi beta mai likhta hoon angaar, mera rap sunke rapperon ko chadya bukhaar.

1
2 years ago

BLESSED 🙏

User avatar
403
Total plays
88
Followers
94
Following

You may also like