Mowo
Mowo

Mera hakk

Mera hakk

482 Plays

31 May 2019

zindagi dede mera hakk kab tak chugunga yeh daane jeene ke bahne kab hategi nazre ki nazre rickshaw ke metre se chalta hu phirta hu girke sambhalta hu mar chuka mai bheetar se sab chup ghum sum mai paiso ki maaya ne sabko hai kahaya dekh humne pait bhar ke khaliya maa ne kya dekh mujko banane kudh ko gawaya hai aaya hai phir aaya sapna joh pura tha karna ab khoya sa rehta hu nasho ke kasho barsoon hua nahi pyaar pehchli wali dil todd ke chali gayi mera yaar khabadaar Ab jaga to mai doodh maango kheer dunga asama lafzo ko cheer dunga Rukugana jhukunga deet hu haa kab phatega badal girigi barsa ek jeet ke liye salla aarso hu tarsa malum hai bura halaat liken jaari rehegi mazil ki talaash kash hota pata uska pata stress yeh hojata dafa per bhag wata usme mai bhi kya hai maza Maza hai peene mai daaru ko neat flow aisa kill kare chahe jo beat yaaro ka sath aur lambi ho raat dil ko hai behna to behenedo future rehnedo future mai rehnedo kal ko joh hona hai sehlenege kal aaj to gt mai beetenge saare yeh pal

15 Comments

Leave a comment

12 months ago

SICK 👻

5 years ago

Here are my scores: Bars: 9/10 Delivery: 9/10 Impression: 9/10

5 years ago

krna Hain baatle toh klre

You may also like