Ye Hai Naya Hindustan
0:00
0:00
Ye hai naya Hindustan, Isme baste hai Bhagwaan, Jo har Raavan ko hai maare, Jo har sadhu ko de traan, Chaahe ho wo registan, Ya barfo ka kohistan, Ya ho ghane kaale jungle, Mil jaayenge ye Jawaan Jitna chaahe kar farmaan, Azadi ka nakl aelaan, Sab kuchh jaayega paani me, Samjha kar bewkoof insaan, Shaheedon ka carvan, Na ho jaayega nakaam, Jo dekhega aankh uthaake, Mit jaayega wo haiwaan
You may also like

Leave a comment
See track description ↑