#sunder

0:00
0:00
#sunder

Sunder se h ek ladki naam jiska harsha h Patjhaadh k baad aane wale jise koi barsha h Ushe dekhne k liye maan mera tarsha h Pure sheher m teri hi charcha h Toh ho sath toh phir kis cheej ki kami h Itni pavitre jese shivji ko chadne wali shami h Par thude thude yeh chanchal h Paani m hone wale jese koi halchal h Isse bach nhi paoge yeh daldal h Tere aane se charo aur ek ujhela sa jha gya Tujhe dekh kar lagta h jaise chand jamin par aa gya Baate karte yeh pat pat h Ghar se nikle saj thaj h Khane m pasand isko chat pat h Mene dekhe itni ladkiya par tere jese koi khubsurat nai h Makeup karte bhuhoot woh ladkiya par acche unki surat nai h Tere alava mujhe kisi aur ki jarurat nai h Isse milne ko kaho toh kahte h accha abhi murat nai h

1 Comments

Leave a comment

Author
8 years ago

See track description ↑

User avatar
402
Total plays
51
Followers
2
Following

You may also like