FAUJI

4 Plays

18 Feb 2019

yrics:-Fauji kehta nai ye kar ke dikhatahai Pith piche nahi sine pe goli marta hai..(*2) Crodo me bik jate hai yeh kalakar Tees(30)hazar ki naukri crodo ki hai shaan Karo inko salaam kyun ki border pe Khade hai chod ke apne ghar baar Hai kuch desh ke bade bade gaddar Jin k bade bade bangle or badi badi car Par soch hai choti puche kyun bana tu fauji Vo hai tabhi chal rahi teri rozi Bhot hua bak bak sun ke gya thak Varna desh nhi karega tere jaiso ki kadar..Pith piche nahi sine pe goli marta hai.(2) Is chappan(56) ki chati ka khel alag hai Surgical strike wo to aek trailer hai Bill mai chupa jo hafiz saeed hai UN mai parche gaata wo to aek sharif hai Wo to aek shariiiffff haiiii………!! Kejriwal ji apko pranam aap mange Har chiz ka kyun praman? Rashan nai hai yeh na ghar ka hisab Fauji mar ta nhi goli gin ke har bar.. Oo ji gin k har bar……. Aate hai yaha Pakistani kalakar Naam kamate hai shorat pate hai Chota soch chota din keh k ye apni aukat dekha te hai Apne desh ki baat aalag hai Civillians ko fauji tab yaad aata hai Jab desh mai koi aapada aata hai CSD canteen mai jab maal aata hai Tab ja k inhe fauji yaad aata hai Pakistan se nahi dehsat se hai jang Bich main a aana koi na aane ka hai dum Tum hath badhaoge to galle mil jayege Kashmir ka na naam lena Pakistan koo na paoge..!! Fauji kehta nahi kar k dikha ta hai  Pith piche nai sine pe goli mar ta hai….!! #jai hind

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like