TARUN KUMAR

Haan Sun

TARUN KUMAR
Haan Sun

26 Plays

01 Feb 2019

haasun aaj mai khara hun yaha pe na koi jaanta mujhe na koi puchta mujhe Par fir khud pe hai mujhe yakin ki ek din main aisa kuch kar jaunga ki duniya dekhti rahegi mujhe puchti rahegi par main apne pe khara sabka raja ban ke rahunga han maine maana ki mujhe ab kuch nhi aata na padhai na filme na dance na gaana par aata hai mujhko aage badhna aur main aage badh ke rahunga kuch na kuch kar ke rahunga jise sab kehte hai mukaam use main haasil jar ke rahunga

1 Comments

Leave a comment

6 years ago

You may also like