MA BAAP RAP BY SHILPA NICOBARI 💎🔥
0:00
0:00
Featured
Raat bhar socha karta hoon, Dil mein ek dard sa rehta hai. Maa–baap ki yaadon ka, Aaj bhi mere dil pe pehra hai. Unki baatein, unki hansi, Har lamha aankhon ke saamne aata hai. Main chahe jitna strong dikhoon, Andar se bachcha hi ro jaata hai. Maa ki duaon ki kami, Baap ke sahare ki kami, Iss safar mein aage badh raha hoon, Par un dono ki yaadon ki kami— Aaj bhi mujhe rulaa jaati hai. Main rap karta hoon, par dil rota hai, Unke bina yeh shehar bhi khota hai. Jahan bhi ho, bas sunn lo ek baat— Main aaj bhi tum dono ko har pal, har saans bahut yaad karta hoon… #Rap_fame #music #shilpa_nicobari #viral_rap
You may also like

Leave a comment

behen ji ap ka lyrics achha hai ek bar me bi try karou kiya
Tum bhi sup sup ke rote ho na 🥲
Champion 🏆
Bussin 💥
Keep grinding ✊
🥺