2nd rap
(Hook) Jo sar pe lega load, wahi pehnega taaz, Asal taaz ka haqdar NSR, sun le aawaaz. (Verse 1) Pramatma ki majbut pakad hai mujhpe, Beshak Inshani nazar mein 'Nasar' haar raha. Kyun tension lete ho samaaj ka maharaj? Bure waqt mein bolo, kaun de raha sahara? Khuda ki daulat pe hi ab focus hai saara, Yeh duniya ki daulat toh bas ek raat ka nazara. Yeh duniya ek stage hai, aur main badlunga rivaaz, Jo sar pe lega load, wahi pehnega taaz! (Verse 2 - The "Rapper Police Wala") Main rapper police wala, mic meri laathi, Ye samaaj kitna kharab, kholu inki paati. Investigation on, sach ka karun main khulasa, Mili proof toh fir danda dala, game ka badla paasa. Yeh zindagi hai kitni gandi, main isko saaf karun, Subscribe kar "NSR", yahan jhanda gaad chala. Woh kehte "Tera kuch nahi ho sakta chotu!", Abe uparwaala saath hai, wahi nawazne wala. (Verse 3 - Hustle & Vision) Mera "bondu" bole, "Main karta hub job", Par aasal kaam unka sirf chaatne ka, full-time slob. Haan, tere jaison mein shaamil nahi hona chahta, "NSR" khud ek brand hai, apna dhanda saath laata. Kaam se naam, khudki pehchaan banegi, Jab marenge, to mehengi wali janaze ki khaat milegi. Excuse me! Carrier spoil nahi kar raha, Na Na! High flame pe khudko boil kar raha. (Outro) Kab milega fame? Khaali pet ghum raha, Par yahi din sikhate hain... kaise itihaas rachna! Yeah! Welcome To Outlaw Sangthan!
You may also like

Leave a comment
See track description ↑