pehli Baar
Hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hoon tumhe dekha to jaana ye ke kyun duniya mein aaya hoon ye jaan lekar ke jaan meri tumhe jeene main aaya hoon main tumse ishq karne ki ijaazat rab se laaya hoon zameen se aasmaan tak hum DhoonDh aaye jahaan saara bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara baaton mein teri hain badmashiyaan sab bewajah ki hain taareefiyaan main likh doon aasmaan par ye ke paDh lega jahaan saara hua na hoga ab koi yahaan hum do sa dobaara main duniya bhar ki taareefein tere sajde mein laaya hoon main tumse ishq karne ki ijaazat rab se laaya hoon tu hai jo roobaroo mere bada mehfooz rehta hoon tere milne ka shukraana khuda se roz karta hoon humko pata hai ye naadaaniyaan hain aawara dil ki hai aawaariyan ye dil paagal bana baiTha ise ab tu hi samjha de dikhe tujhme meri duniya meri duniya tu ban ja re hoon khushkismat jo kismat se tumhe aise main paaya hoon main tumse ishq karne ki ijaazat rab se laaya hoon
You may also like

Leave a comment