khoya hua hun khayaalon mein version 2
Khoya hua hu main apni khayaalon mein Fas gaya hu main khayaalon ke taalon mein Main na chahta aise jiyoon magar jindagi hai meri aisi si kyun Aage bane suhane peeth piche maare taane mujhko hai ye samjhaate khud mehnat se ye bhaage inhe aisa lage ki ye hai sabse aage I don't know what to do Ek baat dohraye baar baar inki baate lage mujhe deja vu ye bole mujhe aisa kyun ki main pagal sa hun band kar bakloli varna ho jaayega mere haathon se khoon i want to go to the moon mere sapno pe kare ye rule Khoya hua hu main apni khayaalon mein Fas gaya hu main khayaalon ke taalon mein Main na chahta aise jiyoon magar jindagi hai meri aisi si kyun baaten jo bhi kare ye samajh na aaye mujhe batate kya karna hai mujhe tarpaaye khud ro kar main inhe hasata kya krna hai samajh nahi aata Aaj ka sawaal nahi pucha pichle saal hi par paas jawaab nahi dekh sakta khwaab hi ye aaj ki baat nahi raaz ki baat hai lagata hai jaise ki wo hai saath mein par asal mein hai saanp ve bata kyun ye mujhe tarpaaye nahi hai confidence main hun thora sa shy saath nahi hai wo why? ye yaaden ab hame rulaaye Khoya hua hu main apni khayaalon mein Fas gaya hu main khayaalon ke taalon mein Main na chahta aise jiyoon magar jindagi hai meri aisi si kyun
You may also like

Leave a comment
See track description β
Bars: On point π― Delivery: Great π Impression: Great π
Bars: Great π Delivery: Great π Impression: Great π
Bars: Perfect π― Delivery: Perfect π― Impression: Perfect π―
Bars: Dope π₯ Delivery: Dope π₯ Impression: Great π
Bars: Dope π₯ Delivery: Dope π₯ Impression: Dope π₯
Bars: Great π Delivery: Dope π₯ Impression: Dope π₯
Bars: Perfect π― Delivery: Perfect π― Impression: Perfect π―
Bars: On point π― Delivery: Great π Impression: Great π
Bars: Great π Delivery: Great π Impression: Great π
Bars: Great π Delivery: Great π Impression: Great π
Bars: Great π Delivery: Great π Impression: Great π
KILLED IT π΅
Mula π°
Bars: Dope π₯ Delivery: Dope π₯ Impression: Great π