Sacchai

0:00
0:00
Sacchai

saare bole mere baare me sau baat hai farq na parta mere saath bholenath hai burai failane waale kattarwaad hai kaale karm karne waale saare aazad hai Main nhi khta ki dharm bura hai dharm ke naam pe kala karm bura hai jis bhagwaan ko pujte ho us bhagwaan ki baaton ko na maanna bura hai dharm ke naam pe na hate failana hai saath hokar is desh ko badhana hai par inka maksad to bas humko satana hai baaten jo acchi hai wo na batana hai jhooti baaton mein bas hume fasana hai kaisa ye fasana hai kaisa ye jamana hai haivaaniyat ko mana hai sacchai ko dabana hai kyun choti jaat kya baat jaate paas nhi chota dimag dil hai inka saaf nhi inke sudherne ki hai koi aas nhi mujhko bole battameej jaise inke muh se nikle amrit ki chasni dar lagta mujhko ab inki baaton se haalaton se rishte naaton se dur bhaagte ye saral par jhoot ke raaston pe

1 Comments

Leave a comment

Author
3 years ago

See track description ↑

User avatar
1.78k
Total plays
38
Followers
26
Following

You may also like