punks
punks

Gandhagi ki bheed me bhook se hai marpade raasthein hai unchi uspe chadnewale girpade pyar me hai jhooti chehere jaan

 Gandhagi ki bheed me bhook se hai marpade 
raasthein hai unchi uspe chadnewale girpade 
pyar me hai jhooti chehere jaan

9 Plays

9 months ago

Gandhagi ki bheed me bhook se hai marpade raasthein hai unchi uspe chadnewale girpade pyar me hai jhooti chehere jaan leke chalpade Sapne such Karthe Karthe mouth se hai ladpade Mohabbat se milnewale log nayye izaazath se chelnewale lo nayye kudkiizzat se rhanewale log nayye Gandiii adat se chutnewale log nayye Main pagalonsa rehtha bus tere liye ye zindagi tere naam pe saath phere liye Jo bhi hai saare gum pure tere Maine jiye pyar ki jhooti kasme aise hi nibhathe gaye naseeb ka naamleke chalpade hai khudke liye chehare hazaar na ek dusare ke liye Khula hai asmaan bhikri zameen hai gehri sadak per waqt ki lakheer hai raat ki note na gadi cycle ki sawari Iss bhook ke bheed me kisne jeethi kisne Hari baghwan ko chahne wale bangaye hai bramhachari acchiniyyat se jeenewale log nayye suna hai pyar me rehthe nahi paas kyu rehthe hai door door dost fir 8kyu hai tho insaan sab ye rishton me hai jhaath kyu paisa bholtha hai zubaan Apni kantluu yunhi chalthi hai nakhre najakhathke mod mod ke na dek nazre Sharafat ke paisa tholtha hai Jawani ki Kimat pe nazuk sa dil leke nikli adaakhath se sab pass hi tho hai par hai kitne zehrile main maanliya tu manale ab tho mujhe pehchanale sukha hai dil barish barsatho De pagal sa dil ko tu Apna tho le zindagi abtak bithatho diye

2 Comments

Leave a comment

Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯

You may also like