D@rD

5 Plays

26 May 2023

Khudse khudko zalil karta ja raha Mai gaane likhne baitha tha Ab dard sunaa raha Jo banda tere kehne pa maal nhi chorta Wo Tere pyaar ka malaal kaise chore tu bata fasaane nhi khud ki zindagi bana raha Sahi galt ka fark dekhne ma ja raha Hakikat se jo ferta tha muh Wo akela hi to hakkikat se takra raha Na hi sath mere koi na hi mere daayre ma ha Wo duniya ma kaha jo baat saayri ma ha Khud ka dard khudko sunaa ke sulaa raha Jhakhm mera gehra Tabhi to marham khudhi laga raha Khudko dekhne ki chahat rakhta Khudko khoj ma na pa raha Khudse khudko zalil karta ja raha Mai gaane likhne baitha tha Ab dard sunaa raha Tujhko bhule kaise jab teri yaade hamme ji rahi Bhaagta ma tujhse jitna Nazdikiya badh rahi Keh rahi Tu nhi hua to mera kya hua Ma Nibha ke pyaar tera is dard ma bhi sukun ko pa gaya mai khudko kehta saayar tujhko meri saayri ka raaz hu bata raha Khudse khudko zalil karta ja raha Mai gaane likhne baitha tha Ab dard sunaa raha

1 Comments

Leave a comment

1 year ago

You may also like