Shri ram katha in 3 min’s
Shree ram chandra mere tumhare hai Ram chandra prabhu humare hai vishnu ji ke roop hai Sanataniyo ke vo sahare hai Ram lakshman bharat shatrugan Ram naam se bharta sabka man Dharm raah me chale the charo moh maya na bhata unko dhan Rani sita ka hua swayamwar Bhole baba ka shastra tha har har Mahadev hi chune the ram Tod dhanush dia sab hairaan Swayamwar shree ram ne jeeta Sath raam ke chali ma sita Raavan ko aaya krodh bhayankar Haar gya ghamand swayamwar Ram sita fir chale the ghar ko Kabu na kakai maa dar ko Dena tha bharat ko taj Dia 14 saal kathin vanvas Saumya chehra shant man ve Aagya maan kai saal van me Sath chali maa sita ram ke Aur Lakshman bhi sath ram ke Shre Raja raam kha kandmul Shivling ko chadhate phool MA shabri ke jhute fal khae Bhakti ko dekh shabri fal pae Fir Biksha maang rha tha raavan Sita maata chali abhagan Raavan ne agwa ki sita Raam khoj jangle me sita Sita mata ka pata dhundne Nikle dono veer Kishkindha me milgye unko Parambhakt mahaveer Nahi pata tha kaha hai lanka Naa koi tasveer Anghuti sath lanka phoche Parambhakta mahaveer Dekh sone ki lanka Khane ka man tha Jala di lanka Kari na shanka Kia tha manka Bacha na tinka Suru ab danka Dia tha jhatka Ek hi fatka Logo ko patka Pedo se latka Mahal tha jinka Dia tha dhamka Raja tha sanka Aakho me khatke The mahaveer Ram naam ke nara lagake Varsena banae setu Sita mata bhi utsuk thi Shri raam se milne hetu Ab lanka ki dharti sudh ho Saza mile jo dhram vireudh ho Sena phuchi lanka yudh ko Shuru hua tab dharm yudhh jo Ek ek kar hui lanka saaf Ab Raam sena kre insaaf Samjhaya pehle saaf saaf Fir kia unka vadh se maaf Lie dhanush baan Mere veer raam Ab kaam tamaam Ravan sena ka Shri hanuman Bajj raam raam Ab puran viram Ravan sena ka इस धरती से उस अंबर तक रावण दिखलाता माया एक साथ इकतीस शरों को प्रभु ने धनुष चढ़ाया निश्चित ही फूटेगा अब तो, भरा पाप का घड़ा है महाप्रतापी रावण देखो ,आज भूमि पर मरा पड़ा है
You may also like

Leave a comment
See track description ↑
good 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊 check my new track ik trfa pyar Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯
yaha dalne se kuch nhi hoga yt pr daal kaafi sahi hain
Amazing 💎 Really your rapping skill is really nice 👍 Impression: Perfect 💯
❤❤❤❤❤❤❤🙏❤❤❤❤❤❤❤🙏🙏❤🙏❤❤🙏❤❤🙏❤🙏❤❤❤❤❤
Champion 🏆 Love ❤️🔥 Legend! 👑 sabse baria Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯
please upload it in YouTube
hare Krishna prabhuji 🙏
jay shree ram 🙌🏻♥️
jay shri ram 🙏🙏🙏🙏
jai shree ram 🚩🚩
Kya bat hai bhai
sahi ja re ho bhai
Jay shree ram Bhai 🚩🚩🚩🚩🚩🔥🔥🔥
check my recent battle
I'm feeling this ❤️ Kai shree Ram ji. om namah shivay. Om namo Vishnu.BLESSED 🙏 Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯
Maza aa gaya Bro🙌🙌🙌 Jai Shree Ram🚩🚩🚩
bai apaa bhara katarnak raapar nai daka
🙏🙏🙏🙏 arre bhai dil se bhaout accha
post this on youtube too..I do hope this will become famous...when most rappers are using slang and galis for making rap you are commendable ki bhagwan aur katha pe hi rap bana diya..I wish you all the best.