DSKDM (Veer)
DSKDM (Veer)

Raath deri Gaali

Raath deri Gaali

25 Plays

11 Dec 2022

Raath deri gaali Kalam Kare Gulaami Na Ansh mera saath koi Dimaag pe bani jaali Makar bana hai Praani Jaane kisne hai sujaavdi Khudhke bunne hue jaale Mein bitayein Jeevan saadhi Is waqt ka pata nahi Umeed mein saare jaani Main hun Aisa saathi jisnein khudhki nahi maani Pachtava hua bura Jo na saath Tera mera Dimaag ka nateeja tha Khoya hai Maine jeena Badmash ye indriyan Bhatkayein raahein Jahan Gir jayein jo hai Bhola Bin Prakash kya Andhera Sooraj hun Mai dooba Bin Nashe dagmagaya Ye maut ki tsunami ab sudhaare mera jeena Karam se main Dara Shanka mera jaise kabs tha Na ban jaun koi anokha Isliye Aksar Bhooka rha Raath deri gaali Kalam Kare Gulaami Na Ansh mera saath koi Dimaag pe bani jaali Makaar bana hai Praani Jaane kisne hai sujaavdi Khudhke bunne hue jaale Mein bitaayein Jeevan saadhi

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like