Haters to lovers
Sorry for wait, wait the worth #haterstolovers #qashzd #rap #urdurap #urduhiphop #newmusic #alert #thismonth Lyrics ✍️ Koshish karein bari par mein ghirta na bharwat karein wo hi jinsy baat hoti na Log barey sath thy mere, aik waqt pe 8 thy to 4 sy ab meri baat hoti na verse hoti na ab baat baghion sy bohot karun baat baqion se Darta hon mein in jahilon sy Marwa na dein mujhy katillon se Kairon se, mein karta parhez shayari mein karun bari tez maalum hai, what's the case flow like shaheen shah in full pace marun gha mein bouncer keh mujhy shoaib Yeah I need a knife, katun gha mein saib (Apple) kia howa hai bhai, kis baat ka ghumand abhi to churwat hai, I'm not done Sath thy aik waqt pe jo khass thy Bhool gaya sarey pichlay naate Raaton mein hotein thein mulaqatein aesa laghy zindagi ye log hi na thy Baatein reh gai hein ab baataian Ghuzar gaye wo din aur wo raatein Mill kar sunaty thy aik dojy ko kahaniyan ab millon gha to bolein ghy keh mein ny unhein kia diya Ki thi wafa diya ye silla sochta hon mili kis baat ki saza koi to wajah, kuch to bata chal choor, kia puchon aye bewafa
You may also like

Leave a comment
See track description ↑
dope vibe Bars: Dope 🔥 Delivery: Dope 🔥 Impression: Dope 🔥
Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯
Perfect 👌🙏🙏👏💥🤟👍💕 Bars: Perfect 💯 Delivery: Perfect 💯 Impression: Perfect 💯