apnon se door hoon Main

0:00
0:00
 apnon se door hoon Main

main duniya se bekhabar jo kehna tha kehne de aansu ye behnede yaar bole de khabar bol kholde hum jaan bhi dedenge terr kehne pe waqt purana hi besabar mere lafz tujhpe karz hi hai ye dard mujhe sehnde nai lagaya maine Zair zabar mera darr mera rab mera sab wahi rehnede apnon se door hoon main tere andhar ka goorur hoon main baitha main dhabe pe aatich ke saatich wo kehete mashoor hoon main haa ha hasta main inpe naai likhi dasta baateh rakhi dil dekhi hai badi filmein shaamil nahi hota in me jo kalakari jurm hai toh hunar mera ilm hai zalimon ke liye zulm main kholunga inka sirr main jo nasha meri skill mein wo nasha nai hai pill mein nai phirta nai main din mein log aajate ne milne nai dekhi kaine kirrne ye phool phir bhi khille haa Yeah apna ich raaj kaise streets wale darte hai sithaaron ki tarah raathon mein ubharte hai naajnne kithne saamp mere aasthin palte hum sidhi laga dil mein utharte hai ...... khuda hafiz

1 Comments

Leave a comment

Author
4 years ago

See track description ↑

User avatar
93
Total plays
5
Followers
1
Following

You may also like