umar tha mera 22 ka
Pahle mai kuch bol ke samjhata hu fir khani sunata hu Umar tha mera 22 ka Aakho me ik numaish tha Or ruh me ajmaish tha Or dill me bahot khwaish tha Check,mrjd sound on Aaj fad dunga baba dekho sab.... Chillakke nhi gaunga bus tum sab ko meri kahani sununga, Mere bare me jo ni janta usse pahle apni histry sunaunga Umar tha mera 22 ka dill me bahot khwaish tha Jeb me ni rahte the payse aakho me ik numaish tha Sapne rakhta tha bade q ki meko uchi bharni thi udan Rat din kat jata tha ghar ke garibi me dhiyan Dost rahte dur mujhse sab banjate the Anjan Mai pad gya tha akela bahot ho gya tha pareshan Kuch samjh nhi aata tha kya hoga aaghe life mera Khud ko jinda rakhne ke liye mai nashe ka sahara leta Banna chahta tha mai ek actor, mgr nashe ne banaya tha meko criminal Sath nhi tha kisi ka or na koi pass tha Change karna pada meko apna behaviour Logo ne mera luft bade pyar se uthaya tha Na bana mera kaam na hua mera fayda tha Logo ne jab diya dhoka tab family ne samjhaya tha Jawani ke chakkar me maine apna carrier gawaya tha Bahot socha bahot jana tab jake maine kala nikala Kala to bahot hai lekin kala ke bhid se rapping ko nikala Aaj maine janaa chalega mera gana meko khud ko sikhana Mere liye yaro bus dua karo chal jaay mera har gana, Na mere fance jada, na jada followers Mai tha bahot niche, jyse thater ka lover Mujhe jana hai waha, jaha dikhe ik tover Meko banana khud ka, iklaota impaire, Mai sakti maan hu ,pura jawan hu, Mai pahlwan hu, bura insan hu, Mai ik saytan hu, tera dhiyan hu, Padha khuran hu, mai bi insan hu, Mai bhi insan hu.... 2022 se rap karna chalu kiya Likhne laga fir dikhne laga Start kiya khud ka YouTube channel Umar tha mera 22 ka Aakho me ik numaish tha Or ruh me ajmaish tha Or dill me bahot khwaish tha Bantai se sikha gana fance ke najar me brand bana Ye tubi janta hai bacche bantai se bada koi ni isi liye mai grand bana, Mai duniya ko dikhunga sirf bantai se sikhunga Jo bantai se sikha wo na jindagi bhar bhulunga Likhunga jo dekhunga wo sab Bura lagta tumko to ghar ko khisko sab Zid thi meri bantai jaysa gane ki Start kiya maine apne bachkane se gane ki Suru suru me pareshaniya bi bahot aai Par dhire dhire tere bhai ne video me machaai Naam mr jd mere YouTube pe jana Thodi karam mujhpe karna thoda dua barsana Har mahine ayga mera gana bina sune nahi jana Ek bar sunke bro fir duniya bhar me tu failana
You may also like

Leave a comment
See track description ↑