rahmandroid
rahmandroid

Aage badhta raha

Aage badhta raha

74 Plays

22 Feb 2022

Bachpan seh akela mai, koi dost mera banta nai tha Bacche thon bohot the, Par mai baat karta nai tha Din bhar khoya apne khayalo meh, padhi men man lag pata nai tha Mai fhasa jaise titli phase makdi ki jaal meh mujhe bachane koi aata nai tha Phir bhi mai aage badhta Raha dunya seh meh ladta raha Iss zindagi seh saadhta raha, apni padhai Mai karta raha Safalta ke liye machalta raha, jite hue bhi Marta raha Bar bar phisalta raha, phir bhi mehnat mai karta raha Q hoti mujhe itni pareshanniya? Kya mujhme hai itni saari khamiya? Meri zindagi mei bohot hai chunotiya, aage badhna hai mazbooth karna hai apni kalaiya Naam ke dost bohot par chand kare yaad mujhe Asli wohi Jo aaj bhi mere saath khade Chunotiya bohot aai phir bhi apni jagah peh date rahe Log mujhseh saadhte rahe phir bhi hum aage badhte rahe Mehnat bohot ki par kabhi haath phelai nai Hum toh yahi rahe Hume harane Wale aai nai Zindagi meh bohot ki ghisai Bhai dekh Mari kalai Jab tu so Raha tha razai me aur le raha tha angdai Mai kar raha tha grind issi liye meri rhymes hai fine Ab tu kare decline but you know I'm in your mind Yeh waqt hai, kisi ka saga nai Aaj Tera kaal Mera kuch iska kuch pakka nai Bure waqt meh kooi dost aagega Apne saath rakh apne sagge, wohi aange saath dene bure waqt meh Ye log hote bohot nakli jaise cheen Iss zindagi ne bana diya mujhe hakkem Ab Banna hai mujhe in sabse azeem Chuna hai uchaiyo ko Banna hai Shaheen Chupana dusro ki buraiyo ko Banna hai raheem Tu naha Pani seh aur badal apna lebass Mai nahau padene seh aur badlu ethehaas

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like