Sharvil Bro

Yadein teri sataye

Sharvil Bro
Yadein teri sataye

70 Plays

23 Jan 2022

Gumsum sa akela baitha hu Ab bhi yaad tuze kar raha hu Tuze kabhi bhula na paya mai Yaade fir teri sataye kyu? Jab pehli baar tuze dekha tha tuzme na us waqt koi intrest tha Meri jindagi kat rahi thi masti me Kyuki mai tha ik baccha sa. music Ye din kaise bitayu tere bina Mushkil kar diya tune mera jina Ye yadein teri tadpati hai muzko Ab to tu wapas a jana. music Lekin jab tuze dobara dekha Mera dil 100 bar dhadka Maine dil ko apne shant karaya Aur dhire se tera naam puncha. Aise hi chal rhi thi apni yaari Lagti thi tu muzko duniya me sabse pyari Lekin is quadar aise faili ye baat Piche pad gayi ye duniyadaari. music Ye din kaise bitayu tere bina Mushkil kar diya tune mera jina Ye yadein teri tadpati hai muzko Ab to tu wapas a jana. music maine ki thi ek badi bewakoofi pyar samaz baitha tha but that was yaari lekin mere palle yah padi nahi baat lekin tune muze samjhayi baate sari. Maine galat famini pali maaf kar dena Bas tere sath muze yaari nibhana Bas teri shakl dikha de ik baar Muze 100 baar mafi hai mangna music har waqt tune mera sath nibhaya rote rote bhi tune muze hai hasaya aj bhi tuze mai karta hu yaad tere jaisa yaara maine na kabhi paya.

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like