Pehchan le

0:00
0:00
Pehchan le

Pehchan le yeh ek Nanhi si jaan hai jo Rehti hai shamsham mein na kadr kisi ko Hoti hai na fark kisi ko padta hai tu jeeta hai ya Marta hai ,mar jaaye Toh Kalyan ho Aisa inka kehna hai , Tum jaanlo Yeh waqt ka sirf ek parda hai jo chadhta toh dhalta hai Pehchan le , pehchan le. Slum mein tu Jiya hai tu slum mein mar jaayega , Bach gaya Toh bhi tujhko nepotism khaa jayega, Celebrity jo marte hai din bhar trend wo hi karte hai, Saala gareeb ki aukaat hi kya yeh zindagi jhand karte hai Pehchan le yeh Nanhi si jaan hai jo Rehti hai shamsham mein .......... After rythem Tu kuch kare parwah kise baapu Gandhi ka desh tha yeh ab reh gaya gadaaro ka arre tu bhi toh insaan hai Kya Jaanta nahi Har waqt Paisa Paisa kyun maanta nahi Yaad mat dila hum hai kon Dubka dubka firega tu chori chori bhaage ga tu bachke zara bachke. Pehchan le, pehchan le Yeh Nanhi si jaan hai jo Rehti hai shamsham mein na kadr kisi ko Hoti hai na fark kisi ko padta hai tu jeeta hai ya Marta hai Pehchan le pehchan le pehchan le Hamare Indian mein aaj bhi " Raja ka beta hi Raja Banta hai " Like - Bollywood nepotism, Balmazdoori, Balvivah, Rape etc.

1 Comments

Leave a comment

Author
6 years ago

See track description

User avatar
2
Total plays
3
Followers
0
Following

You may also like