baap ka sala....
0:00
0:00
Beta ham shikari hai udte huye baaz... Nhi cheen sakta koi ham se ye taj.... Aaja batau me tujhko bhi ek raaz.... Chota hai tu or ham hai tere baap.... Apne nhi kisi ko aukaat batate hai... Jitne bhi jhandu hai sab apne niche aate hai.... Bahut shonq hai naa tere ko asmaan me udne ka.... to chal tujhe pinjraa dikhte hai.... Udta hua parinda ek pinjre me dala.. Us par lagaya apne sweg ka tala... Main samjha koi chor hai wo kala... Par wo to nikla mere baap ka sala....
You may also like

Leave a comment
See track description ↑