Carte_11-56
Yeah yãsh Sochi samjhi baat se mukarne ka na mera koi erada nahi Tu likhne kitna bi par mera aage Lagta wo aadha hi Ye sook bachpan se jiddi hai beta yu hi satata nahi Tha craze rap ka pehle se hi par ab kuch jayada maujood hai Musafir hai hm Likhawat ke hamare toh kalam panne hi wajood hai badiya kas chuki sangeet se ab ye atut hai Sano sokat ke balle tum badsah Par muje na adat Jiwan ka param sach karo ibadat Ye bande note ki tarah banne zaali Khudko kahe ghatak Kare rap khel Mai muqala bankar navjaat siso jatak Sabdo mai goor farmaye aawaz mai kya rakha Dikhawe ki jindagi jine se kya aagan khila Wajood ko kayam karna sabhi ka maksad jese laal kila Time howa change yu hi chalta rahega ab ye kasmkash ka ye shila.. Teri pen challe ek hi disha mai Excess demand ki tarah Banana chahe tu khud bada par tera lifestyle na Lagta kisi brand ki tarah Tu follow karre trand Mere sabdo mai na bacchi planned jagah
You may also like

Leave a comment
See track description ↑
yo good bhai ji😀💓💪💪