Fab Duende
Fab Duende

Shayari on the spot

Shayari on the spot

15 Plays

31 Mar 2020

Kabhi kabhi ye Dil Bina Ansu k ro deta hai Jab Beeta hua kal mujhko yaad ake satata hai Bhuladiya Maine woh lamha Tha jab saath mein wo thi.. Par nakamiyabi ka quisaa zindgi ka yaad aata hai .. Ye Duniya ek ajeeb sa thikanaa hai .. Har koi yaha dhundta khazana hai .. Jo Mile vi toh Kya kenge leke usko Zindgi toh akhir ek din Gawana hai .. Bass Zindgi me kuch sukon k lamhe hi kaafi hai .. Khwahish toh boht badi hai par uski nakamiyabi ki mehsusi hai .. Khun toh aksar khaul utta hai Mera par Is khun ko Vitamin money Ki kami hai ...

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like