Ishq ke phool khile the zaroor
Ishq ke phool khile the zaroor par sach kahu toh wo gamla koi or tha Wo aayi thi ushu makaan mein jaha mai bhi maujood Par badnaseeb mai ki wo kamra koi or tha Kaagzi baaton mein narazgi hai Jayaz jab shayari mein paoge khudko akhir mein Akhri lahma chaiye mujhe khushnuma Mai tanha toh bhardiya tere baare mein akhri panna wo Tu hi hai mera akhri panna wo Tu hi hai mera akhri panna wo Jiyu mai tere sath har ek lamha jo Bharu mai tere baare akhri panna wo Piro kr rkhi yaadein uski dard bhi salamat Amrit si aakhein uski nahi hai usme zara bhi milawat khuda se dua kari ki barsadena uspe tu khushiyan Or Choti si binti ki khuda se barsana mujhpe tu sawan Sawan sawan Barsega mujhpe sawan Bheegenge kavi shayar shayad Mile jab aashiq Barsega yeh sawan Na rakhna tu door mujhe Mai chahunga har pal hi khub tujhe Mai baahon mein rakhu tasveer toh Qalam bhi kehti kavi zara dhund use Mai deta bahane or taane bhi khata hoon Ashqo se bheege hai panne par dikhe na ek bhi boond use Khuda ka mai banda oar khuda mujhe pehchanta nhi Ishq mein madhosh uska dard mujhe hai jaan na nahi Mai toh ghum rehta ishq ki duniya mein Udher bhi akela mera pyaar mere sath tha nhi
You may also like

Leave a comment
See track description ↑