Jazbaat

0:00
0:00
Jazbaat

Kuch to apne khwaab ha jo tjhse me bayaa karun Khwaab bhi badal rhe to kese me bayan kru Qisse me bayan kru par kisse ye bayaaa kru Pechida ha ye baate to shayari bayaaan kru Sadagi me maardi awaargi kaha gyi Kahi to wo ufaq ke lapete me phir aagyi Zindagi jawaaan rhi par jeena me na jaaan rhi aur kaisi ha ye ajizi ke aj bhi ye ashiqui lachaargi me maardi kahaanio me hi dikhi Bas apni ye qalaaa rhi ke gham me baha hi di Siyaahi ye siyaah rhi Aur zindagi sazzaaa lagi hasrate hi jazaa dikhi QHre qudrat, qahaania kaaahaa gyi Khabroon ki qabrron ko mitti ki hawa lgi to kahili ki kaali ghatae uspe chaagyi Khaakroob ki qadar khaaki ki khamoshi ko pata chali jeena chahta hu me abse badlegi ye daastann Leke aya tha me hoslo ka ek qaaafila Par ghosla jo na mila to band hua phir raabta Nakamio ka samna Banda tha jo kaam ka wo kaam se bhi yu gaya aur waaar bhi to yu laga do shakaiyato ko dabba dia kahi andar hi andar Barhta rhta marz ab aur rukta na ye kambakht ab na rha koi balance na hopaaata ye handle Lagaam hi nhi rhi ye mere ikhtyaar me Haawi hota ek jab dusre ko maarke Jo dusra kahii dikhe maardeta jaan se ha jaan ke Par ham bhi ha ye jaaante larte apne aaapse Aur dete khud ko waaste par hote rhte haadse hath se aur khud hi khud me reh gye rhe na apne apke Kbhi Khush nhi hota insaan ki yai fitrat Krte laakh koshish par qabiz hoti qismat Dikhate thori himmat to lgta jeena dilkash Dhuoo ka jamme ghafeeer, dil hi dil me leta dil kash me kehta isko dilkasht Dil hi dil me krta sab ye dil jazb dil dard ko dil par jab leta hota dil band par lafzo me baya kru to lgti ha kahaania ye dilchasp

1 Comments

Leave a comment

Author
2 months ago

See track description

User avatar
2.61k
Total plays
107
Followers
18
Following

You may also like