Ek din ye sawal
<Ek din yhe sawal khatam ho jayegey... hum na jaane kyu chup se ho jayegey Aap jawab inka nhi de paogey par hum sab jarur samnj jayegey Ek din aapki khamoshi toot bhi jayegi par hum kuch sunne nhi ayegey Fir aapko hmari yaad satayegi humey khoo diya yhe ehsas dilayegi Ek din aapke liye ek paigaam aayega hum duniya se chaley gaye yhe batayega Fir aapki ankhey num ho jayegi hum kon they yhe kadar karayegi Us din aap so nhi paogey Aur hmey sukoon ke neend aayegi आपको हमारे जैसे हजारो मिलेंगे पर, उन हजारों में हम नही मिलेंगे.! Palkon Mein Aasu Aur Dil Mein Dard Roya, Hasne Walo Ko Kya Pata Rone Wala Kis Qadar Roya, Meri Tanhai Ka Aalam Wohi Jaan Sakta Hai, Jisne Zindagi Mein Kisi Ko Paane Se Pehle Khoya.
You may also like

Leave a comment
See track description ↑