don't waste time

0:00
0:00
don't waste time

Yaaa!!! ab band karo phone. Ab kam karo phone. Ab bas karo phone. Ab kab kyu kab tak bs ab kisliye par ab nhi par ab bas kyu (kisliye) 3time. kam karon phone? Yaaa!! Ab kam karo phone 4 time.. Life is very important par usse bhi zyada zarori hai time.. Life karrahe ho wasteeee Future me kya karo ge tum logggg.... Bhai bas abhi chal ra phone aage kya hoga bhai log.. Ab karo kuch bano kuch karo manki na karo sabki sunke bas karo manki. abhi hai karna tabhi hai kuch bada karna chal ab sunna warna kya tujhe yaha ake karna agar ab bhi kuch na karana ab kuch to hai banna. Bas sunna karna ab na karna waste time ata ek baar jata Haz zaarbaar hi time.... Insta pe meme reels dekh rahe hai age kya kare ge pata par bas soch rahe hai.. kalse kalse kalse kalse Par le ne rahe action Bas soch 3x rahe hi. soch se par na kabhi kisi ka huva hai aur na kabhi kisi ka hu gaaaaaa samjo x3.... Bas kya kahi jake karo ge kise ke waha noukrey.. Jisme lage dil bas karo wahi na bano kisi ka noukar banna hai to bano businessman... Bas karo strugal Karo lag kar Na hato pichee Na hato pichee Na hato pichee... Smjo meri baat ko uthaya pen ko likh diya life Ko _||||_ Abii thoda time hai Ha 3x thoda time hai.... Bas badna hai age to sab ko bhago pichee chod ke. Abhi time hai time hai kam karo kam karo.. Enjoy karo life ko karo strugal Muskil ka saamna karo datkar ladkar bano sabseee hatkar yaaaaaaa!!!!!!🔥 🔥... Aur aur kyaaa Bas jo likhnaa likhaa maine life par [the enddd]

1 Comments

Leave a comment

See track description

User avatar
19
Total plays
5
Followers
0
Following

You may also like