Leave a comment
aye khuda yeh toh bata, q deta sazaa meri kya hai khata, jawaab de mujhe me hoon, hairaan pareshaan q raha tu mujhe sata, musibatto ka bomb q mujhpe fhata, jab jab gir k sambhla tab tab q mera kata, thoda toh de sahara thoda pyaar jataa, karam kr meharbani me dhundu tujhe tera bata de pata. thaam le haath kr mujhpe mehrbaani, jeene me hogi mujhe thodi toh aasaani.. aye khuda yeh toh bata, q deta sazaa, meri kya hai khata...
You may also like