late post for bapu😘

0:00
0:00
late post for bapu😘

babu ek name hi kafi jindagani me jindagi laga di bachchon k future bnane me duayo m hamesha yahi manga krte ho bachche ka kad mujse se bhi doguna bada ho. pal wo bhut khubsurat hota hai bachcha jab apne babu ki jappi leta hai aise to koi bhi kam hona saphal nhi hai ho sath babu ka to hota wahi sahi hai kamyabi k peeche jo satya bat hai jatate nahi kabhi pr unka hi hath hai pareshani pariwar ek sath chalana hai sabki parwarish ka dhyan unko hi rakhna hai nature m bapu bilkul nariyal jesa hota hai kathor bahara andar se mulayam hota haia kharcha apne pe na krke paisa bachaya jisko apne bachchon ki khwason me lagaya thak har dinbar ke kam se ghar aata hai fir chehre pe sabke pyari muskan lata hai mana dant unki bhut kadbi hoti hai pr seekh unki achche raste dhikati hai jindagi me kuch vada bano ya mat bano jhuke sar na babu ka aisa kam karo tariffon k pool to koi bhi band leta hai tarif kren bapu uska asli mol hota hai lagta savko bapu pyar krta hi nahi asliyat m sabse jyada care krta hi wahi karam se hi mahan bnta hai inshan amir garib sabke liye pita hai bhagwan kamkaj me apne itna busy ho jata hai jeevan ke sare sukh-dukh- chain bhul jata hai vikat paristi m jab koi na ho sahara bapu hi bnke aata sankatmochan yara bhul kr bhi bapu ka tum dil na dukhana jinka bapu nahi unse puncho unka hona.

2 Comments

Leave a comment

Author
6 years ago

💪💪💪💪😎

1
User avatar
536
Total plays
24
Followers
17
Following

You may also like